18 September 2022

Broken Heart Shayari Hindi Har Mulakat Par

 


हर मुलाकात पर वक़्त का तकाज़ा हुआ,
हर याद पर दिल का दर्द ताज़ा हुआ,
सुनी थी सिर्फ लोगों से जुदाई की बातें
खुद पर बीती तो हकीक़त का अंदाज़ा हुआ।💔

Har Mulakat Par Waqt Ka Takaza Hua,
Har Yaad Par Dil Ka Dard Taaza Hua,
Suni Thi Sirf Logon Se Judaai Ki Batein,
Khud Par Beeti To Hakiqat Ka Andaza Hua.

Best Heart Touching Hindi Shayari (हिंदी शायरी बेस्ट 2022)

  Dil Ki Tarah Hum Bhi Dhadak Rahe Hai. Pyar Me Es Kadar Hum Bhi Machal Rahe Hai. Kya Pta Tha Humko Unke Bare Me Ye Dil, Kyu Ki Wo To Kisi ...